Namaskar Dosto: Aj k is post par hum baat karengey Hindi work from home, yaniki ghar baite hindi me kounse kounse kam hum kar saktey hai.
iske liye educational qualification minimum 10th hona chaiye taki ap hindi pad sako samajh sakho aur bol sakho. agar apke pass isse jyada qualification hai to ap is kam bahut hi assan tarike se kar saktey ho.
Dosto job mai aircel company me join kiya tha tab mere salary matra 7000 rupay they aur 5 saal baad mere salary 25000 hua tha. agar ap kisi bhi company kam karogey to apko bhi aise salary milega. but aj jo mai tarika batane ja rahu usse ap 5 saal me 50,000 rupay tak ya usse jyada kamai kar saktey ho.
Dosto mai baat kar raha hu hindi blogging ki ap hindi me content likhkar mahine me hazaro rupaye kama saktey ho. Content kaise likhna hai iske liye kitne paisa ki jarurat hai? sab kuch is post par hum apko batayengey.
Agar apko hindi likhna ata hai to ek website bana lijiye, website ke liye domain kharidna padega, jike kimat 200 see 500 k andar le lijiye. agar ap free me karna chahtey hai to ap blogger se suru kar saktey jo ki ek dam free hai.
fir apna pasandita post likhk kar use publish kar de. dhire dhire apke website par traffic par ane lagega aur apka income badne lagega.
Payment k liye apko adsense account banana padega jaha par apke payment ayega. adsense account kaise banaye iske liye ap youtube par dekh saktey hai.
Ek mahine me agar apke website par 100,000 traffic ata hai to ap kam se kam 70 dollar yaniki 560 rupaye kama saktey ho. dosto ek mahine 50,000 rupaye kamane k liye apko kam se kam 1 saal ka wait karna hoga jab apke website par jayda traffic ane lagega to ap aram se hazaro rupaye mahine me kama sakte ho.
Thank You
Aj ke post kaise lagey, Comment karke jarur bataye...